Monday, December 24, 2012

Chale Aao Phir

Chale Aao Phir Kisi Din Mulaqaat Ker K Dekhein
Beeti Hoi Batoon Ko Phir Yaad Ker K Dekhein.K>S!

usne kaha

Usne Kaha K Khuwaab Main Anay Ka Waqt Do
Maine Kaha K Neend Ka Mausam Guzar Gaya.K>S!

main ishq

Main ishq Ka Mufti To Nahi, Magar Mera Ye Fatwa Hai
 Jo Raah Mein Chor Jaye Wo Kafir Se Bhi Badtar Hai.K>S!

Monday, November 26, 2012

Ye to dard-e-dil hai is ka ilaj


Ye to dard-e-dil hai is ka ilaj nahi koi
Pyar ke zakhm ki koi dawa nahi hoti
Ban ke marham waqt hi bharta hai har ek zakham ko.

Teri Qurbat Ke Lamhe Phool


Teri Qurbat Ke Lamhe Phool Jaise
Magar Phoolon Ki Umrein Muqtasar Hai

Mein Fanaa Hogaya

Mein Fanaa Hogaya Woh Badla Phir Bhi Nahi FarazMeri Chahat Se Bhi Sachi Thi Nafrat Usski

6 adtay


Ab Muskurana Chahti Hoon

Har Shabb Zulfein Bikhri Dekhi


Ek Muddat Ke Baad Jo Raahoun Se Guzre
Koi Lamha Jaise Mehka Hua Qareeb Se Guzre

Sar-E- Shaam Hawa Unka Paigham Le Aayi
Kuch  Iss Tarah  Roz  Qiyaal  Se  Guzre

Mehak  Unhi  Ki  Thi  Aaj Har  Ghunche Me
Woh  Baharoun Ki Tarah Jo Chaman Se Guzre

Jisne Mehka Diya Woh Qiyaal Tha Unhi Ka
Yun Toh Kitne Haseen Rahoun Se Guzre

Khudhi Laboun Ko Humne See Dala
Jab Woh Nazrein Bachakar Humse Guzre

Har Shabb Zulfein Bikhri Dekhi Chand Par
Dur Rehkar Bhi Meri Nigahoun Se Guzre

ba wazo


amir khan mother hajj


bolna kuch


Amir khan on haaj


new life pakistan




wa min naas


A group of students