Mere Ishq De Wich Mashook Na Ho Nahi Aj Tak Ghalat Nigah Keeti Teri Har Mulaqat Main Aenj Keeti Jivaa'n MOOSA Naal KHUDA Keeti Nahi Fark Keeta Teri Pooja Wich Nahi Khatria'n Di Parwah Keeti Ek Tenu "Rab" Nahi Keh Sakda Baaqi saari Rasam Ada Keeti(Bulleh Shah)
Bhoole Hain Wo Kuch Is Tarah Se Humein.Ab Intizaar Karna Humara Naseeb Ho Gaya.Na Jaane Koi Khata Ho Gayi Shayad Hum Se.Ya Koi Aur Un Ke Qareeb Ho Gaya.
Kabhi Dukh Ki Anch Kisi Pay Na Anay Daina Aya Hay Mehman Koi To Na Janay Daina Her Ghari Khud Say Ulajh Jata Hoon Main Agar Koi Manaay To Mananay Daina May Jo Aksar Tanhai May Ro Perta Hoon Qisa E Ghum Sunaoon To Sunanay Daina Us Nay Bhaija Hay Ye Pegham Bazoor Hawa Zulf Tumhari Lehraiy To Lehranay Daina Her Bat Ka Mutlab Galat Na Nikala Karo Jub May Samjhaoon To Sumjhanay Daina!
Saza daine wale raza poochte hain jeene ki hum se wajah poochte hain daite hain khud hi zehar hum ko phir kitna hua hai asar poochte hain Doctor khurramShahzad
=¤Hadees-e-Pak¤= Jab tum me se koi shaks Janaza dekhe or us k sath na ja sake to us waqt tak khara Rahe jab tak wo agay na nikal jaye. (Muslim, Vol#1, Pg# 671)